शेतकरी संपात सामील व्हा

Followers

Very Romantic Love Shayari For Girlfriend

7) Very Romantic Love Shayari For Girlfriend

Jee bhar ke tumhe pyar karna chahte hai,
Aaj mohabbat ka apni izhaar karna chahte hai,
Betha ke tumhe apne samne
Tumhara jee bhar ke deedar karna chahte hai.

8) Love Shayari For Bf On Na jane kese

ना जाने कैसे प्यार हो गया,
पर अब तुमसे बेशुमार हो गया,
अब तो मेरा दिल मेरा ना रहा
मुझ छोड़ कर तुम पर निसार हो गया.

Lovely Cute Love Shayari For Gf

Latest Romantic Love Shayari And Sms With Image


Latest Romantic Love Shayari 

1) Most Romantic Love Shayari In Hindi

Jo tum kahe nhi paate,
Ham pad lete hai aankhon se,
Mohabbat itni hai tum se
Ki phechan lete hai tumhe saanso se..
Khayal aata hai har soch par tumhara,
Baton baton mein hothon pe naam aata hai tumhara,
Ab to hum nakam hone lage hai khud ko rokne mein
Kyoki jab tumhe dekhte hai Dil deewana ho jata hai tumhara.

3) Best Romantic love Shayari For Boyfriend

मेरी मंजिल मेरी राह हो तुम,
मोहब्बत का खुबसूरत अहसास हो तुम,
कैसे बताये तुम्हे मेरे जीने की वजह
बस ये जानलो मेरी जिन्दगी मेरी जान हो तुम.

4) Lovely Cute Love Shayari For Gf

Dil mein basaya tumhe,
Seene se lagaya tumhe,
Ham to bas jee bhar kar kare gay pyar
Kyoki khuda ne hamare liye banaya hai tumhe..

6) Hindi Love Shayari On Bepanha hai mohabbat

Bepanha hai mohabbat tum se,
Is baat se hame inkar nhi,
Aap chahe kuch bhi kahe
ye asar apki adaon ka hai ham gunehgaar nhi.

Sad Love Shayari On Yaad

7) Sad Love Shayari On Yaad

Har sham yaad aati hai tumhari,
Har subha yaad dilati hai tumhari,
Lout aao sanam mere
Hame har pal satati hai yaad tumhari.

8) Touchig Sad Love Shayari On Beete Kal Ko

Beete kal ko hum bhula na paye,
Yaado ko teri jala nhi paye,
Tum tu chale gaye tood ke khawab hamare
Or hum fir un khawabo ko saza nhi paye.

Hindi Sad Love Broken Heart Shayari With Images

0) अब तो हर वक़्त हम रो ही लेते है,
क्योकि अब उम्मीद ही नही रही कि कोई खुशी हमें मिलेगी.
21) Ab hame khushi nhi hoti sapne dekh kar,
Kyoki pata hai sapne hote hi hai tootne ke liye.

Hindi Sad Love Broken Heart Shayari With Images


Sad girl

1) Broken Heart Sad Love Shayari

Beette gaye din par unhe bhula na sake,
Rote rahe per unhe dil se mita na sake,
Socha tha khamoshi se jee lengain dard mein
Per ankhon ke aansu logo se chupa na sake.
Ab ankhon ke aansu chupa nhi sakte,
Uski yaado ko dil se mita nhi sakte,
Bas mein hota to hum bhi bhul jate unko
Per dil ko hamare samjha nhi sakte.

3)Sad Love Shayari On Na Mila Koi

Na mila koi humara ban kar,
Jise humne chaha wo bhi mila kinara banker,
Sisakte rahte hai tanhaiyon mein toot kar
Bas ek saya hai hamara jo raheta hai sahara ban kar…

4) Painful Sad Love Shayari In Hindi

Jee rahe hai dard mein ye kisi ki meharbani hai,
Ghut ghut ke jeena esi meri kahani hai,
Hum chahte tu chale jate dard ki duniya chod kar
Par ye dard hi to unki aakhri nishani hai.

5) Dard Bhari Sad Love Shayari

Tumne hame toot ke bikharte nhi dekha,
Tanhaiyon mein zehar judai ka peete nhi dekha,
Tum tu khe ke chale gaye hame bewafa
Par teri judai mein tumne hame sisakte nhi dekha.

6) Latest Sad Love Shayari On Har Pal Khuda Se

Har pal khuda se unki liye dua mangte rahe,
Apni har saans pe unki khushi mangte rahe,
Chale gaye ab wo hame tanha chod ke
Jinse sari umar hum wafa mangte rahe.

SHAYARI SMS

15) Kash koi jaan kar dekhta hamare dard ko,
To ose samjh ata kyo beth beth aansu aa jate hai aankhon se.
16) Log khete hai pyar karne se phele insane ko dekh lo,
Per pyar ke baad hi pata chalta hai ki insane kesa hai.
17) पहले वो बातों बातों में कहेते थे कि उन्हें हम से मोहब्बत है,
और अब वो बातों बातों में कहे देते है कि उन्हें हम से मोहब्बत नही.
18) Hum to aaj bhi jee rahe hai bas fark itna hai,
phele tere sath jeete the or aaj dard ke sath.
19) Ab rahe bhi to rahe kis ke sath,
Jis se mohabbat thi wo hi kahe gaya mujh nhi rehna tumhare sath.

WHATSAPP SHAYARI

1) Ajib dil hai hamara bhi,
Ruth wo jata hai or toot ye jata hai.
2) Hamne kisi ko apna na banaya jiski khatir,
Wo hi hame anjan khe kar chala gaya.
3) हमने तो सोचा था जी लेंगे उनके बिना,
पर उन्होंने जाते जाते हमारी साँसे भी छीन ली.
4) Ager hai khuda faisla karne wala,
To bata uski bewafai ke baad mein jiyo ya mar jao.
5) Wo bhi kitne bedard the Phele jakham diya dard ka,
Or ab khuruch ke puchte hai ab tum kese ho.
6) बड़ा ताज्जुब हुआ प्यार कर के,
कुछ दिनों बाद जब उन्होंने कहा की यार हम दोस्त ही ठीक है.
7) Samjh nhi aata kese lenge tumhara naam,
Jab koi puch lega in aankhon mein aansu kyo hai.
8) Kash wo puchte kya karo gay chodne ke bad,
To ham kahe dete marna hi behtar hai tanha jeene se.
9) तुम ना आ सके तो मजबूरी बता दिया,
और हम ना आ सके तो हमें किसी और कि बता दिया.
10) Ab auron se ummed hi kya karo,
Mujh to mera apna hi tanha chod diya.
11) Wo puchte hai tum kese ho,
Ab unhe kese bataye ki toote patto ki tarha bikhar gaye hai.
12) Ab dard se hi hame yarana lagta hai,
Din ka sahara or dard hi rat ka Sirahana lagta hai.
13) Hum to saans bhi nhi le pate unke bina,
Or wo kahe gaye tum jee lena mere bina.

Dahavi Fa 2002 1CD DVDRip x264 MP3

Dahavi Fa 2002 1CD DVDRip x264 MP3



Information:

Code:
Video
Codec - AVC
Size - 693 MB
Bitrate - 683 Kbps
Resolution - 640 x 480
Aspect Ratio - 4:3

Audio
Language - Marathi
Codec - MP3
Channels - 2 Channels
Bitrate - 64 Kbps

Duration - 2 Hours 21 mins
screenshots:










Download Link:

स्त्रियांसाठी महत्वाचे....

chawat katha,marathi stories,hindi sexy stories,chudaii stories,jhavajhavi stories स्त्रियांसाठी महत्वाचे.... आपल्या भारतीय संस्कृतीत...

join now